बच्चों के बर्थडे को खास बनाये, जानिये Cake Recipes In Hindi

cake recipes in hindi
Cake ka naam sunkar hi muh mai pani aa jata hai. Kyuki yeh hota hi itna swadisht hai. Chahe kisi ka janamdin ho ya shadi ki salgirah aajkal har avsar ko cake katkar celebrate kiya jata hai. Iske bina to jaise celebration ka enjoyment hi adhura hai. Ise khana har kisi ko pasand bhi aata hai chahe wo baccha ho ya bada. Cake ko hum har bar bajar se leke aate hai. To aap ghar par bhi cake bana sakti hai. Jisko khane ke bad unke chehre jo muskurahat aayegi wo aapke liye atulniya hogi. Ghar pe bana huye cake ko aap aapke anusaar ande wala ya bina ande ka bhi bana sakti hai. Aur yadi aapke pass micro oven nahi bhi to koi baat nahi hai aaj ham aapko microwave aur cookar dono mai cake banane ki vidhi batayenge. To aaiye jante hai Cake Recipes in Hindi. Chocolate sabko bahut pasand hota hai khaskar bacche to kabhi iske liye naa nahi bol sakte.

To kyo na unhe chocolate cake banakar khilaya jaye. Aaiye jante hai Chocolate Cake Recipe in Hindi. 6 inch gol baking disk ki tali mai makkhan ya fir ghee lagakar rakh de. Maida, coco powder, aur baking powder ko acche se do teen bar chhan le, aur ek katore mai shakkar aur makkhan le. Dhyan rahe makhhan na to kada ho na hi pighla hua ho. Isliye isme pisi hui shakkar dale. Ab mathni ki sahayta se 2 minute tak fete aur yadi aap hatho se fet rahe hai to kam se kam 15 se 20 minute tak fet le. Ise ek hi disha mai fete. Ab isme vanilla essence ko milaye tatha kuch der aur fete. Iske bad maida aur condensed milk ko milakar isme fete huye makhhan aur shakkar ko thoda thoda karke dale aur acche se fetate rahe. Bana hua cake ka ghol na to jyada patla aur na hi jyada gadha hona chahiye. Yadi ghol thoda gadha dikhe to usme pani dal sakte hai. Ab jis cooker mai cake banana hai usme thoda sa namak dal de taki baratan ka tala cooker mai na lage.

1. Maide ko channi se do bar chan le. Aur shakkar ko pees le. 2. Ab ek katore mai dahi ko lekar usme shakkar mila kar 2 se 3 minute tak fete. 3. Fir isme baking powder aur baking soda milakar 1 minute tak aur fete aur usse rakh de. 4. Ab ovan ko 200 c par pre heat par garam kare tatha 8 inch ke choude bartan mai tel lagakar usme sab taraf thoda sa maida burak de. 5. Ab dahi ke mishran mai tel aur vanilla essence dal de. Tatha iss mishran mai thoda thoda karke maida milaye aur usse chalate rahe taaki usme guthliya na pade aur acche se fet le. 6. Ab iss misran ko 8 inch wale choude baratan mai dalakar ovan mai rakh de aur isse kam se kam 30 se35 minute tak bake hone de. Cake paka hai ya nahi jachne ke liye cake mai toothpick dale. Yadi toothpick par cake chipak raha hai to cake abhi bake nahi hua hai usse kuch der aur bake karne ki jarurat hai. Aur yadi toothpick saaf cake se bahar aa jate to cake bake ho chukka hai. Ab ovan ko band kar de aur isse chaku se charo taraf se dheere dheere karke nikal le. Aur puri tarah thanda hone ke bad isme garnishing ke liye cherry, vanilla cream, aur sukhe meve lekar usse accha se saja le. Aur isko serve kare. Upar aapne jana Cake Recipes in Hindi. Ab jab bhi aapka ya aapke parivar mai kisi ka cake khane ka man kare. To jhatpat ghar par upar di gayi vidhi se cake banaye.

Namak dalne ke bad cooker ko uske dhak de taki cooker cake ke liye taiyar ho jaye. Ab us container ko le jisme chikani ke liye ghee lagaya tha, usme cake ka pura mishran dalkar faila de aur isse garam kiye huye cooker mai rakh de. Isme citi nahi lagana hai. Yad rahe cake ko humesha dhimi aanch par 40 se 50 minute tak pakaye. Ek bar cake ko bich main yani 30 se 35 minute bad chaku se bich mai cut karke dekh le ki cake acche se bake hua hai ya nahi. Kuch samay bad cake ko bahar nikal kar usse thanda hone ke liye rakh de aur usse containar se charo taraf se chaku ki sahayata se alag kar plate mai nikal le. Ise sajane ke liye aap chocolate cream, kate huye meve, cheery aadi se garnishing kar le. Aapka yumii chocolate cake taiyar hai. Yadi aap ande ka bana cake nahi kha sakte to ham aap bata rahe hai Eggless Vanilla Cake jo aapki cake khane ki khwaish ko pura kar dega. 10. After 20 mins keep the flame on low for 3 mins. 11. Now turn off the flame and open the lid. 12. Insert a tooth pick or knife just to see if it is cooked properly or not. If the Knife comes out clean it means the cake has cooked properly. 13. Take out the mould from pressure cooker and let it cool. 14. Scratch the sides of pan and unmould. 15. Soft and Spongy Buiscuit Cake is ready to serve. Make sure that the water should starts boiling before placing the mould (filled with batter) in it otherwise it will take time to cook and cake will not become spongy. After adding Eno fruit salt do not keep batter for long time otherwise Cake will not be spongy. Take a grinder and Grind both the biscuits separately into the powder. Mix both the powders in a bowl. Add powdered sugar mix it well.

0 Response to "बच्चों के बर्थडे को खास बनाये, जानिये Cake Recipes In Hindi"

Post a Comment

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel